JANMASHTAMI PRASAD/SHRI KRISHNA JANMASHTAMI PRASAD / DHANIA - DRY FRUITS PAAG/ DHANIA KI MITHAI
JANMASHTAMI par har koi apni-apni shraddha se apne Bal Gopal k liye prasad banate hai .
Aur is din dhania ka prasad ka vishes mahatva hai
To Chaliye dekhte h ki dhania ka prasad kaise banate h ki Kanhaji khush ho jaye
JANMASHTAMI SPECIAL-DHANIA PAAG
INGREDIENT
20 g whole dhania
Sek kar pees lein
1 katori decicated coconut
1 katori makhana sek kar pees lein
25-30 almond thoda sek kar dardara pees lijiye
20 g whole dhania
Sek kar pees lein
1 katori decicated coconut
1 katori makhana sek kar pees lein
25-30 almond thoda sek kar dardara pees lijiye
1 katori milk powder
1tbsp ghee
1 katori sugar powder
For garnishing-
Thoda kismis, pista bareek Kata hua aur badam aur kismis aur 25-30 elaichi pwdr.
Method
Heat one kadhai
Half ltr full cream milk let aur boil kare
1/2 katori sugar add kare
Sabhi samagri daal dein aur tab Tak milate rahein jab Tak gaadha na ho jaye
I tbsp ghee dall dein
Stir well
Grease ki hui plate me dale aur achhe se spread kare
Upar se garnish kare ( dryfruits)
Thoda thanda hone dein
Cover with lid and keep it in freeze for almost 2 hrs
Ur prasad is ready!!!!!!

Comments
Post a Comment